Kyun thak re ho!!! Remember this legendary dialogue by khiladi of Bollywood Akshay Kumar. Here’s we bring to you the list of some of the best all-time favourite Bollywood dialogues by Akshay Kumar. Have a look
All Time Favourite Dialogues By Akshay Kumar
#1 Akshay Kumar Dialogue from Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo
Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko … kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko: Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo

#2 Akshay Kumar Dialogue from Once Upon A Time In Mumbaai Dobara
Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauf … kabhi bhi kam nahi hona chahiye: Once Upon A Time In Mumbaai Dobara

#3 Akshay Kumar Dialogue from Khiladi 786
Duniya mein teen cheezen hoti zaroor hai lekin kisi ne dekhi nahin … bhooton ka sansar, sacha wala pyar aur Bahattar Singh ki raftaar: Khiladi 786

#4 Akshay Kumar Dialogue from Humko Deewana Kar Gaye
“Sapne aur haqeeqat mein sirf palak khulne aur band hone ka farak hota hai …Palak band toh sapna, khuli toh haqeeqat”: Humko Deewana Kar Gaye

#5 Akshay Kumar Dialogue from Gabbar Is Back
“50-50 kosh door Jab koi rishwat leta hai Toh log kehte hain mat le Warna Gabbar aa jayega” Gabbar Is Back

#6 Akshay Kumar Dialogue from Boss
“Boss ka khun bolta nahi, kholta hai, aur jab yeh kholta hai to yeh ek ek ko phodta hai” Boss

#7 Akshay Kumar Dialogue from Rowdy Rathore
Jisne bhi yeh socha ki main dar gaya … woh saala arthi pe apne ghar gaya: Rowdy Rathore

#8 Akshay Kumar Dialogue from Holiday
Tum log parivaar ke saath yahan chain se jeeo … is liye hum log roz border par marte hai: Holiday

#9 Akshay Kumar Dialogue from Dhadkan
Nafrat ko sirf mohabbat se jeeta ja sakta hai … sirf mohabbat se: Dhadkan

#10 Akshay Kumar Dialogue from Bewafaa
Aap jaisa dost agar sabhi ko mil jaaye … toh phir taqdeer kabhi bewafaa na ho: Bewafaa

#11 Akshay Kumar Dialogue from Housefull 2
Kyun thak re ho?: Housefull 2

#12 Akshay Kumar Dialogue from Namastey London
Ek Catholic aurat Pradhan Mantri ki kursi ek Sikh ke liye chod deti hai … aur ek Sikh Pradhan Mantri pad ki shapath ek Muslim Rashtrapati se leta hai … us desh ki bhag daud sambhalne ke liye jisme assi pratishad log Hindu hai: Namastey London

#13 Akshay Kumar Dialogue from Singh Is Bling
“Ladkiyon ko jawaab dena sikhna seekhna chahiye… Ladkiyon ko nakhoon sirf rang lagane ke liye nahin badhana chahiye… Koi chede toh uske chehre ko nouch lena chahiye.. Singh Is Bling

#14 Akshay Kumar Dialogue from Entertainment
Ab yeh slumdog … millionaire ban gaya! Entertainment

#15 Akshay Kumar Dialogue from Ek Rishtaa
Is tarah pyar ka izhaar nahi hota … joh do kadam saath chale woh yaar nahi hota … pyar karne waale kaaton pe chalte hai … joh aa jaye sholay toh sholon mein jalte hai … kyun tujhe mere pyar par aitbaar nahi hota … agar dilon mein sacha pyar nahi hota … toh yeh duniya nahi hoti, yeh sansar nahi hota: Ek Rishtaa

#16 Akshay Kumar Dialogue from Blue
Jis din haar jaoonga … duniya chhod doonga: Blue

#17 Akshay Kumar Dialogue from Action Replayy
Mai marr bhi jaoonga lekin yeh gullu gullu nahi karoonga Mala ke saath Action Replayy

#18 Akshay Kumar Dialogue from Rustom
Khushboo tumhari zulfon ki ab tak basi hai saanson mein … mehak jaati hai rooh meri jab aati ho tum baahon mein: Rustom

#19 Akshay Kumar Dialogue from Bhool Bhulaiyaa
Itna susu laate kahan se ho tum?:Bhool Bhulaiyaa

#20 Akshay Kumar Dialogue from Khatta Meetha
Aadmi ki shakal achchi na ho na … toh bhagwan kehta hai baatein achchi karni chahiye: Khatta Meetha
